love sayari

Tere ishq ka kitna haseen ehsaas hain, 
Lagta hai jaise tu har pal mere paas hai, 
Mohabbat teri deewangi ban chuki h meri 
Ab zindagi ki aarzoo sirf tumhare sath hai

Suna hai aaj kal wo pareshan rehta hai,
Usse kehna be-fikar main bhi nahi hu.!!
Suna hai wo raaton ko jaga karta hai
Usse kehna soti main bhi nahi hu….!!
Suna hai wo chhup chhup ke rota hai
Usse kehna hansti main bhi nahi hoon.!
Suna hai wo mujhe yaad bahut karta hai,
Usse kehna bhooli main bhi nahi hoon.!!
Suna hai usne wafa ka daawa kiya hain,
Usse kehna bewafa main bhi nhi hoon..!



Kash koyi mile es tarah ke phir judaa naa hoWo smjhe mere mizaj ko or kbhi khafa na ho 
Apne ehsaas se baant le saari tanhayi meri
Itna pyar de jo pahle kabhi kisi ne na diya ho


No comments: